Jump to content
नव आचार्य श्री समय सागर जी को करें भावंजली अर्पित ×
मेरे गुरुवर... आचार्य श्री विद्यासागर जी महाराज

प्रतियोगिता अपडेट

  • entries
    129
  • comments
    586
  • views
    67,468

Contributors to this blog

57 Comments


Recommended Comments



Acharya Bhagwant ke charno m barambar Namostu...acharya Maharaj is sadi ke mahan sant hai...unki charya chaturth kal ki hai..is pancham kal m jahan duniya Assaman ko chu rahi hai....wo apni tatsam m lin rahte hai....is aadi m game unka saath mila ...wo hamre guru hai...hame unk darsan mila....to hamra jeevan bhi dhoya ho gaya...hr pal unke darsan milte rahe ...hm bhi unke padachinho pr chale..apna jeevan bhi mocha marg m lagye....apki pratiyogita n hme Acharya shree ke jeevan k bare m bahut jananne ko mila....unki sahitya rachna ka aur haiku ka bhi jankarri mili...jai jinadra

Link to comment

Namostu Namostu Namostu gurudev.

I am Neha Jain from Meerut(U.P.).

Mujhe pratiyogita bahut acchi lagi Aur Mera swadhaya bhi ho gaya.I am glad ki mujhe acharya guruvar ke bare mai bahut kuch janne ka mauka mila. Sabhi ko aage acharya guruvar ki pratiyogita mai jarur participate karna chaiye. 

Link to comment

I niru jain from Firozabad.  Maine pratiyogita mai bhag liya .Pratiyogita bhout acchi rahi 

Bhaiya ji ke dwaar jo prayas kiya gaya bhout bhout sarahniya raha hai

Aage bhi isi tarah ki pratiyogitayen karate rahe 

Bhout gyan vardhan hua

Guru maharaj ke vare mai acchi jankari mili 

Bhaiya ji ko bhout bhout sadhuvad

 

 

Link to comment

Namostu namostu namostu

Guruvar

I am gunja jain from lalitpur

Mene first time pratiyogita me bhag liya mujhe bada anand aya.hum chahate he ki ye pratiyogita ap bar bar karayen jisase humko kafi gyan badega.

Link to comment

जबलपुर से मोना जैन यह प्रतियोगिता बहुत ही अच्छी थी और अचार श्री के जीवन से जुड़ी बहुत सारी जानकारियां प्राप्त है। जो अभी तक हमें मालूम नहीं थी। नमोस्तु गुरुदेव

Link to comment

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
  • बने सदस्य वेबसाइट के

    इस वेबसाइट के निशुल्क सदस्य आप गूगल, फेसबुक से लॉग इन कर बन सकते हैं 

    आचार्य श्री विद्यासागर मोबाइल एप्प डाउनलोड करें |

    डाउनलोड करने ले लिए यह लिंक खोले https://vidyasagar.guru/app/ 

     

     

×
×
  • Create New...