Jump to content
नव आचार्य श्री समय सागर जी को करें भावंजली अर्पित ×
अंतरराष्ट्रीय मूकमाटी प्रश्न प्रतियोगिता 1 से 5 जून 2024 ×
मेरे गुरुवर... आचार्य श्री विद्यासागर जी महाराज

Recommended Posts

Mujhe jab  pahli bar Gurudev ka pad grahan kar aahar Dene ka saubhagya mere Parivar Mata pita Ko Mila use samay mahaj 11 varsh ki thi main kundli mein Soya Bhagya Achanak jaag utha sanah sanah Aastha aur Vishwas ki Dor Guru ke prati majbut hoti gai kab jivan Aadhar ban gai Guru ke prati bhakti Aastha aur Vishwas iske bad samay ko Pankh Lage Guru bhakti ke liye samay ruka hi nahin bhavnayen badhati gai sanidhy milta Raha Guru bhakti ke liye mere 51 varshon ke jivan mein Guru sansmarno ka khajana avismarniy hai guruvar ka ek Vishesh Ashish mujh per sadaiv hi banaa Raha  Jaise hi me jor se bolti thi namostu Aacharya Shri kahin bhi kitni bhi bheed Ho vah unki bolati aankhon se dekh kar muskura kar hath uthakar Aashirwad dena mere jivan ke sabse Anmol kashno mein se hai korona kal mein tilwara Ghat Jabalpur mein Gurudev ka pravas yad a raha hai use samay mask ko lagakar hi aahar dena anivarya tha to padgahan ke bad Maine aahar ke samay mask hata liya tha mujhe ek bhaiya Ji ne Toka aapka mask kahan hai yah sunte hi Gurudev ne mujhe dekha main unki bolati aankhon se Ashish pakar Dhanya Hui vah pal Aaj bhi mere aankhon hriday v camere mein kaid hai itna Swarna yadgar kshan ban gaya ki bhuton Na bhavishyati Yun hi chale Jana aapka kar Gaya jivan Ko Suna Suna Ashish sadaiv aapka banaa rahe mere Parivar per aapke bad bhi banaa rahega yahi hai man ki Bhavna yahi hai man ki Bhavna dongargarh aapki samadhi mein jab sammilit hone pahunchi bilkul nishabd vyakul aahat mahsus Kiya Maine swayam ko jis siddh Shila me aap ja base ham bhi use siddhalay ke anugami Bane aap Jaise guruwar ka Ashish mile janm janmantaron ke liye jab tak is atma ki iti chunti Na Ho Gurudev ka shasan jaywant Ho Jin shasan Jay vant ho namostu Aacharya Shri namostu namostu namostu🙏🏻🙏🏻🙏🏻

Link to comment
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
×
×
  • Create New...