Jai Jinendra
Acharya Shri Vidyasagar maharaj ki jai.
Mujhe mool sanskar Prasad Sagar maharaj ji ke dwara diya gaya hai Acharya Shri vidyasagar maharaj ji ke sanidhya me.
Mai aap sabhi ka bahut aabhari hu aap ne jo bhi niyam diye hai unka aajeevan nirvah karuga .
Dhanyawad shat shat naman.