Jump to content
नव आचार्य श्री समय सागर जी को करें भावंजली अर्पित ×
मेरे गुरुवर... आचार्य श्री विद्यासागर जी महाराज

Ashok

Members
  • Posts

    8
  • Joined

  • Last visited

  • Days Won

    2

Ashok last won the day on December 21 2019

Ashok had the most liked content!

Personal Information

  • location
    NASIRABAD RAJ

Recent Profile Visitors

452 profile views

Ashok's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post Rare
  • Reacting Well Rare
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

3

Reputation

    बहुत अच्छा संकलन किया है। आपको बधाई 👍🙏🙏🙏🌷
  1. गुणालय में, एकाध दोष कभी, तिल सालगे। Vastu anant gunatmak hai . Hamara Jeev Dravya GUno ka samooh hai. Usme Dhroov to sada he shudh rahata hai aur dhroov me isthit anant guno ki satven Gun isthan ke shudhopayogi sadhak main ek sath ek samay me jis paryay main vayaktata hoti hai usme kuchh dosh sadhak ko anubhaw hota hai wah til ke saman sukshma he anubhav hota hai.
  2. पक्ष व्यामोह, लौह पुरुष को भी, लहू चूसता। Hamara Jeew dravya / jeev tatva anant gunatmak hai jeesey anant drishikono se samjha jata hai. Kisi ek drishti athwa paksh se dekhna aur usse hi sampurna satya manana paksh vyamoh hai. Lohe ka saman takatwar insan ke rakta me jo loh tatva hai uska poshan ussi rakt se hi hota hai. Nay paksh se virodhabhasi gun jo ek samay me ek sath paryay main vyakt hote hain uneh samajh kar upadey gun ka sahara liya ja sakta hai.
  3. Path ka Matlab Aushdhi. Hamara Janma Maran Ka Rog samapt hoga Kahan ? Moksh path (SE) Par. Us path par Chalne ke liye PAAP se MUH MODNA HOGA. VRATTI Nirvratti se pahele ki awastha Hai jo ki Punya ke sath chaleni ki charitra ki kriya Hai.Aisi moksh path ki saral aur sidhi line ij chalte rahne se hardam harpal sukhi rahoge.
  4. Trishna kabhi mitati nahi. Bhar pet Khana Khane ke kuchh samya bad Bhukh Phir Bahut teji se Lag jati Hai. Yadi APTA Ke Samuukh Rahoge to SEEMA SE PARE TRISHNA NAHI REHEGI . is liya PARYApt raho artharth aapt prabhu ke paas rahu . shant rahoge. prigrah ka praman karo. ashok JAIN aDVOCATE
×
×
  • Create New...